5 Upcoming Cars in Pakistan 2019 | Cars in Pakistan

Read Time: 3 minutes

Pakistan main 2019 main Bohat Sari Gariya Launch Hona Wali hain . 2019 ka Saal Pakistan Automotive industry ka liya Kafi Acha Saal hona Wala ha . 2019 mai aap ko New Suzuki Mehran bi nayi mila gi jo ka Takreeban 37 saal tak pakistan mai raaj karti rahi hai .

5 Upcoming Hatchback Cars in Pakistan 2019 List

  • Honda Brio
  • Suzuki Alto
  • Datsun GO
  • KIA Picanto
  • KIA Rio

Related Article : KIA Pakistan | KIA in Pakistan | KIA Motors Pakistan Official Website

Honda Brio

2019 mai Honda Company apni aik Hatchback car launch karna wali hai . Honda Company apni jis hatchback car ko pakistan mai launch karna wali hai uss car ka naam Honda Brio car hai . Ya Car pakistan mai 1.0 L or 1.2 L engine ka sath launch ho gi .

Honda_Brio
Honda_Brio

Suzuki Alto

Jesa ka aap ko mai na pehla he bta diya hai ka suzuki mehran pakistan mai band ho gayi tu aab suzuki alto pakistan mai launch ho gi . Pak Suzuki  Pakistan main Suzuki Alto  ko Launch karna ka bara Main Souch rahi ha  . Suzuki Alto  ka Andar 660cc Engine ko Mutarif kiya jaya ga .

Suzuki Alto Pakistan

Datsun Go

Datsun Go jaldi he Pakistan main aa Rahi ha . Jab Sa Ghandhara Nissan ko Brown Field Status Milna ki News aa Rahi hain . Tab Sa Ya bi News ana Lag Gyi Hain ka  Ghandhara Nissan Pakistan Main Datsun Go Ko Launch Kar Sakti Ha . Datsun Go Nissan ki Aik Kafi Famous Gari ha . Iss Gari main 1.2L Ka Engine Ata ha .

Datsun Go Pakistan

KIA Picanto

KIA Company apni Gariyo ko Jaldi  He Pakistan main Launch Karna Wali ha . Kia Company na Apni Official Website Launch kar Di ha . KIA Company na Apni Website main KIA Picanto ko List kiya ha . Jis Ka Matlab Ya Ha Ka Ya Gari Ap koJaldi He Pakistan ka Roads Pa Nazar Ana Wali ha . KIA Picanto Main Aap ko 1000cc Ka Engine Milna Wala ha .

KIA Picanto Pakistan

KIA Rio

KIA Company apni Gariyo ko Jaldi  He Pakistan main Launch Karna Wali ha . Kia Comoany na Apni Official Website Launch kar Di ha .KIA Company na Apni Website main KIA RIO ko List kiya ha . Jis Ka Matlab Ya Ha Ka Ya Gari Ap ko Jaldi He Pakistan kA Roads Pa Nazar Ana Wali ha . KIA RIO Main Aap ko 1200cc Aur 1400cc Ka Engine ka Option Milna Wala ha .

Related News : Toyota Vios Pakistan Mai Kis Engine Ka Sath Aya Gi ????

KIA RIO Pakistan

Umeed hai iss article ka through aap ko kafi zayada infoemation mili ho gi . Nicha Comment Kar ka Btao ka aap in Main sa Kon si Car Lana Pasand Karain ga jab Ya cars Pakistan Main Launch hon gi Tu .

Comment Below 👇 !!!!!!!!!!!