Abb Bikes Aur Cars Ka Challan Zayada Hona Wala Hai !!!

Read Time: 1 minute

Jesa ka Aap Sab Pata Hai Ka Ka Imran Khan Ki Government aa Gayi Hai . Imran Khan Pakistan Ka Nazam Mai Kafi Tabdeeli Lana Chahata hain . Imran Khan Na Government mai Ata He Aik Mini Budget bi Pais Kiya Hai Jis Mai Kafi Cheezo par New Tax Lagaya Ga Hain . Lakin Abb Imran Khan Government Cars aur Bikes ka Challan ki Fee/Fine Mai bi Azafa Karna Ka Bara mai Souch Rahi hai .

Related Article : Upcoming Suzuki Alto in Pakistan | Price | Launch Date | 2018

Nicha aap Log News 24 Ka ScreenShot bi Dekh Sakta Hu Jis Mai Iss Bara Mai Btaya ja Raha Hai .

News 24 ScreenShot
News 24 ScreenShot

Ya Nicha Aap Iss Bara Mai Manzoori ka Liya Tajweez/Application Bi Dekh Sakta Hu :

Tajweez Picture
Tajweez Picture

Tu Aap Logo Ka Khayal Mai Government Ko Iss Fine Ko Zayada Karna Chahiya Ka Nayi . Nicha Comment Kar ka Zaroor Btayain .

Comment Below 👇!!!!!