Faw R7 in Pakistan | Price | Specification | Launch Date ( 2018 )

Read Time: 3 minutes

Jesa Ka Aap Sab Ko Pata hai FAW Company Pakistan mai Kafi Zayada Famous Company Ho Gayi Hai . Faw Company ki Pakistan mai 2 Gariya Kafi Zayada Famous hain . Jin Mai FAW V2 Pakistan Mai Faw Company ki Sab Sa Zayada Famous Gari Hai .

Related Article : KIA Picanto in Pakistan | Price | Specification | Pictures | Launch Date | 2018

FAW Company aab Pakistan Mai Apna LineUp Mai Azafa Karna Ka Bara mai Souch Rahi Hai .  Aap Logo na Kafi Dar Sa Sona Ho Ga ka FAW R7 Pakistan mai launch Hona Wali hai . Balka FAW R7 ko Pakistani Roads par Kafi Baar Dekha Bi gaya hai . Logo Ka Andaza ka Mutabik  FAW Company  FAW R7 Ko Pakistani Roads Par Test kar Rahi Hai .

Tu Aaj Iss Article Main Mai Aap Sab Ko  FAW R7 ki Puri Detail Btaon Ga . Like FAW R7 , FAW R7 in Pakistan , FAW R7 2018 , FAW R7 2019 , FAW R7 Price in Pakistan , FAW R7 Launch Date in Pakistan , FAW R7 Price , FAW R7 Price Pakistan ETC .

FAW R7 in Pakistan

Tu Pehla FAW R7 ka Design ka Bara mai Bat Kar Leta Hain . Wesa Tu Chinese Gariya DesignWise Itni Achi nayi Hoti Lakin FAW R7 Ka Design Aik SUV Type Gari ki Tara hai Jo Ka Dekhna Mai Stylish Hai . Ya Gari Extterior Wise Dekhna Mai Kafi Zayada Pyari Gari hai Agra Bat Karain Gari Ka Interior ki Tu Gari Ka Interior Bi Dekhna Mai Kafi Zayada Stylish Aur Attractive Hai .

FAW R7 Pictures

FAW R7 Exterior
FAW R7 Exterior
FAW R7 Interior
FAW R7 Interior

FAW R7 Specification

Engine and Transmission

Engine Label CA4GB16
Displacement (L) 1.6
Max. Power (kW) 85
Max. Torque (Nm) 155
Transmission Type 6AT

Fuel Consumption

Fuel Type Gasoline
Fuel Consumption (Combined) (liter/100km) 6.5

Dimension

Exterior Overall Length (mm) 4,305
Overall Width (mm) 1,780
Overall Height (mm) 1,655
Wheelbase (mm) 2,600
Cargo Cargo Volume (L) 1,340
Weight Curb Mass (Kg) 1,715
Tires 215/55 R17

Related Article : Upcoming Hyundai Verna in Pakistan | Price | Launch Date ( 2018 )

FAW R7 Price in Pakistan

Tu Aab karta Hain ka FAW R7 ki Pakistan main Kiya Price Ho Sakti hai . Tu FAW R7 ki Jo Expected Price hai Pakistan main Wo Ya Hai :

  • FAW R7 Price in Pakistan = 2000000 To 2500000 PKR

FAW R7 Launch Date in Pakistan

Tu Aab karta Hain ka FAW R7 Pakistan main Kab Launch ho gi Tu Abi Jo News Aa rahi Hain un News ka Mutabik FAW R7 Pakistan main 2018 ka Last Quarter main Launch ho gi ya Phir 2019 ka First Quater mai Launch Ho gi . Basically News Ka Mutabik Ya Gari Next 6 Months Tak Pakistan mai Launch Ho Sakti Hai .

Tu Muja Umeed Hai Ka Iss Article ka Zariya Aap ko FAW R7 ki Puri Detail Mil gayi Ho Gi . Like FAW R7 , FAW R7 in Pakistan , FAW R7 2018 , FAW R7 2019 , FAW R7 Price in Pakistan , FAW R7 Launch Date in Pakistan , FAW R7 Price , FAW R7 Price Pakistan , Faw R7 2018 in ُPakistan ETC .

Mera Khayal Sa FAW R7 Mai Pakistani Market Mai Zaroor Kamyab Ho Gi  Lain Mai Aap Logo Ka Khayal bi Janana Chahta Hon Tu Aap Logo ka Khayal mai FAW R7 Kesi Gari hai Aur Kiya Ya Gari Pakistan Mai Kamyab Ho Sakha Gi ka Nayi . Nicha Comment kar Ka Zaroor Btayain .

Comment Below 👇!!!!!