Finally Suzuki Mehran Pakistan Main Band Ho Gayi Hai !!!!

Read Time: 2 minutes

Jesa ka aap Log Kafi Time sa Ya News Sun Raha Ho Ga ka Suzuki Mehran Jaldi he Pakistan main Band hona Wali Hai . Tu Aab Ya News Sach Hona Ja Rahi Hai .

Related Article : Upcoming Suzuki Alto in Pakistan | Price | Launch Date | 2018

Kuch Arsa Pehla mai Na Aap ko Suzuki Mehran ka bara mai Aik News Btayi the ka Pak-Suzuki na Suzuki Mehran Ka VX Variant ko Pakistan mai Band Kar Diya Hai . Uss News Mai Main Na Aap ko Suzuki Mehran ka VX Variant ka Discontinue hona ka Notice bi Dekhaya tha .

Lakin Aab Suzuki Pakistan na Suzuki Mehran VXR ko Bi Pakistan main Officially Band karna ka allan Kar diya Hai . News ka Mutabik Suzuki Mehran VXR bas March 2019 Tak Pakistan main bana gi . Pak Suzuki Ka Notice Aap Nicha Dekh Sakta ho .

Pak Suzuki Notice Picture :

Suzuki Mehran Discontinue Notice
Suzuki Mehran Discontinue Notice

Related Article : Jazz Internet Packages | Jazz Packages Call | Jazz Net Packages ( 2018 )

Related Article : Ufone Packages Internet | Ufone Call Packages | Ufone Packages Monthly

Suzuki Mehran ka Band Hona Ka Bad Pakistan mai Suzuki ki Jo Gari Aya gi Wo Suzuki Alto ho gi . Tu Chaliya mai Aap ko Suzuki Alto 2018 ki Thori si Detail Bta Deta hoon.

Tu Pehla Suzuki Alto ka Design ka bara main Bat Kar Leta hain . Suzuki Alto ka Design aik Hatchback looking Gari ki Tarain hai Jo ka Dekhna main Kafi acha hai  . Suzuki Alto ka Interior ki Bat karain Tu Suzuki Alto Interior Design bi Kafi acha hai . News ka Mutabik Suzuki Alto ki 8th Generation Pakistan main 660cc Engine ka Sath Aya gi .

Related Article : ZONG Internet Packages | ZONG Packages SMS | ZONG Packages Call ( 2018 )

Tu Aap Logo ko Pak Suzuki ka Ya Step Kaisa Laga hai . Aap Ka Khayal Mai Pak Suzuki ko Suzuki Mehran ko Pakistan mai band Karna Chahiya tha ka Nayi Nicha Comment Kar ka Zaroor Btayain .

Comment Below 👇!!!!!