New AutoMakers Suzuki ko Criticize Kar Raha Hain !!!!!!

Read Time: 2 minutes

Jesa ka aap ko Pata he ho ga Ka Pakistan mai New AutoMakers kafi teezi sa aa raha hain . 2016 mai new auto Policy ko introduce karwaya gya tha . Iss New Auto Policy ki Waja Sa Kafi New companies na Pakistan mai Ana ka Plan Bana Liya Hai Jis Mai Korean , Chinese aur Japnese Companies Shmail hain .

Related ArticleNew Honda CD 70 Dream 2019 in Pakistan | Price | Specification

Iss New Auto Policy mai GreenField Aur BrownFiled Status Introduce karwaya ga tha . In Status ka Milna sa Companies ko Tax Mai Kafi Zayda Kami Milti the Matlab Dosro ka Mukabala mai Company ko Kam Tax Dena parta hain.

Aap Logo ko Pata he ho ga ka Suzuki Company Pakistan mai Apna Second plant banana wali hai . Ya News aap na pakistani News Channels par dekhi ho gi . News ka Mutabik Suzuki Pakistan mai 450 Million Dollar ki Investment kara gi . Suzuki ki Iss Investment ko News mai Kafi Zayada Highlight kiya gya tha .

Lakin abi Ya news aa rahi hai ka Suzuki Iss Investment ka badala GreenField Status Chahati hai . News ka Mutabik Suzuki Pakistani Government Officials ko Force kar rahi hai ka wo unhain Greenfield Status da ga tu phir he wo pakistan mai Investment karain ga .

Iss News ka Bad Aab Pakistan mai Jo New AutoMakers aa raha hain wo Suzuki ko iss GreenField status Mangana par Criticize kar raha hain . New Automakers Nayi Chahata ka Suzuki ko GreenField Status Diya Jaya Iss Liya Wo Suzuki ko Criticize kar raha hain .

Aap ka Khayal mai PakSuzuki ko GreenField Status milna Chahiya Ya Nayi aur Kiya New Automakers Suzuki ko Criticize kar ka Thek Kar rahain ? Iss Bara mai Btana ka liya Nicha Comment kar Ka Zaroor Btayain .

Comment Below 👇!!!!!!