Now Toyota Will Launch Toyota Yaris 2019 in Pakistan

Read Time: 2 minutes

Jesa ka aap logo na Pichala aik Saal sa suna ho ga ka Toyota Company Toyota Gli aur Xli Ko Band kar ka Pakistan main Toyota Vios ko Launch karna wali hai . Lakin Ya News Bas Aap Log Sun He raha ho q ka Abi Tak Aisa kuch hota howa nazar nayi aa raha hai .

Tu Aab News aa Rahi Hai ka Toyota Company Pakistan mai Toyota Vios ko Launch nayi kara gi Balka Toyota Company pakistan main Toyota Yaris ko Launch karna ka bara main Souch rahi hai . ya Bat Sach Bi Hoti howi nazar aa rahi hai q ka Toyota Yaris aik Sub Compact Car hai jo ka Toyota Vios Sa Sasti bi ho gi .

2019 Toyota Yaris Pakistan

Toyota Yaris Dekhna main kafi Pyari aur Attractive gari ha. Iss Gari ka ka Size GLI aur Xli sa Chota ha . Gari ka interior bi Kafi Stylish aur Pyara ha . Gari ka interior main kafi Advance features milta hain . Gari ki Pictures aap nicha Dekh Sakta ho .

2019 Toyota Yaris Pictures

Yaris 2019
Yaris 2019

2019 Toyota Yaris Specification & Features

Toyota Yaris Pakistan main 1.2 Litre ka Engine mila ga .Iss gari main aap ko Toyota GLI aur XLI  sa achi Mileage mil sakti hai . Iss Gari main 13 sa 15 KM/L Mileage  mila gi .

Ya Kuch Safety Features aap ko ToyotaYaris Pakistan main mil Sakta hain.

  • Dual Airbags
  • ABS Brakes
  • EBD Brakes

Related Article : Upcoming Sedan Cars in Pakistan in 2019

2019 ToyotaYaris Launch Date in Pakistan

Toyota Vios Pakistan 2019 ka Mid main Launch ho Sakti hai . Tu  2019 ka August Tak ya gari Aap ko Pakistani Roads par Chalti Nazar aya Gi .

2019 Toyota Yaris Price in Pakistan

Toyota Yaris Pakistan  ki abi tak koi Confirm Price Pata Nayi Chali ha . Lakin Iss Gari ki Jo Expected Price ha Wo 15 To 18 Lac Tak ho Sakti Ha . Aap Log Nicha Comment Kar ka Btayain Kiya aap log ya Gari lain ga  ka nayi ???

Comment Below 👇!!!!!