Pakistani Suzuki Alto 2019 Vs Japani Suzuki Alto ( Which One Is Better )

Tu Jesa ka aap Logo ko pata hai ka Pak Suzuki Na Pakistan main Finally Pakistan main Suzuki Alto ko Launch Kar diya hai . Iss Suzuki Alto ka Launch hona ka Bad Log Ya Sawal Pouchna Start ho ga hain ka unhain Suzuki Alto leni Chahiya Ya Suzuki Pakistan . Tu Iss Article main hum Issi bara main bat karain ga .

Related NewsPak Suzuki Soon Launch Suzuki Wagon R Automatic in Pakistan 2019

Suzuki Alto in Pakistan

Tu Pehla Suzuki Alto ka Design ka bara main Bat Kar Leta hain . Suzuki Alto ka Design aik Hatchback looking Gari ki Tarain hai Jo ka Dekhna main Kafi acha hai  . Suzuki Alto ka Interior ki Bat karain Tu Suzuki Alto Interior Design bi Kafi acha hai .

Related Article : Ufone Packages Internet | Ufone Call Packages | Ufone Packages Monthly

Suzuki Alto Specification in Pakistan

Tu Aab Bat Karta hain ka Suzuki Alto Pakistan main kis Engine ka Sath Introduce karwayi gayi hai . Tu = Suzuki Alto ki 8th Generation Pakistan main 660cc Engine ka Sath Ayi hai  .

Pakistani Suzuki Alto 2019 Vs Japani Alto

Tu Aab Bat karta hain ka aap ko Pakistani Suzuki Alto Leni Chahiya ya  Japani alto . tu agar design ko dekha jaya tu dono gariyo ka design same hai aur engine bi same hai . Lakin Agar Features ka mamla main dekha jaya tu Japani alto ka andar aap ko zayada features milta hain .

Lakin Japani alto ki Price bi kafi zayada hai . aur Pakistan main Zayada tar Suzuki Alto Accidental ati hain . Tu Mera khayal Sa aap ko Suzuki Alo Leni Chahiya . Tu aap Kon Si Car lena Pasand karain ga . Iss bara main Comment Kar ka Zaroor Btayain .

Comment Below 👇!!!!!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *