PCB ki Taraf sa Players ka Liya KhushKhabari ( Salary Double )

Read Time: 1 minute

Pakistan Cricket Board (PCB) Pichala Kafi Salo sa Zayada players ko Central Contract da rahi hai . Lakin Ab Pakistan Cricket Board (PCB) na iss Chez ko Change karna lagi hai .

Pakistan Cricket Board (PCB) na ab Kam Players ko Central dena ka Faisla kiya jo ka Pehla 35 Payers ko Central Contract Milta tha Lakin abb 25 players ko Central Contract mila ga . iss sa Mujda Players ki salaries main azafa ho ga .

Old Central Contract Players ki maximum Salary 5 Lakh hoti the Lakin Aab New Cnetral Cotract ka Mutabik A Catagory ka Players ki Salary 10 Lakh ho gi .

New And Old Central Contract Details :

Category Previous Contract New Contract
A Rs. 0.5 million Rs. 1 million
B Rs. 0.35 million Rs. 0.7 million
C Rs. 0.2 million Rs. 0.5 million
D Rs. 0.1 million Rs. 0.3 million

Related Article : Virat Kohli Na Sachin Tendulkar ka 19 Sala Purana Record Tor Diya Hai !!!!!

News ka Mutabik Mohammad Hafeez jo ka A Category ka player hain  wo Demote ho ka b Category main Chala jayain ga . Ya Mohammad Hafeez ka liya kafi Harankun bat ho gi . Lakin Pakistani Fans ka liya ya  Zayada Harankun bat nayi Q ka Mohammad Hafeez ki Performance itni achi nayi rahi.

News ka MutaBik Shadab Khan Aur Fakhar Zaman  Promote hoon ga . Ya News Dono Players ka liya kafi news hai . Tu aap Logo ka khayal main PCB ka ya faisla thek hai ka Nayi .Nicha Comment Kar Ka Zaroor Btayain .

Comment Below 👇!!!!!