Toyota Corolla 12th Generation Coming Soon | Toyota Corolla Pakistan

Read Time: 3 minutes

Jesa Ka Pakistan main Toyota Corolla ki Kafi Zayada Famous hai . Bohat Sa Log Internet pa Toyota Corolla 2019 in Pakistan ka bara main Search kar raha hain . Pakistani Log janana Chahata hain ka New Toyota Corolla Pakistan main Kab Aa Rahi hain.

Related Article : Toyota Vios Pakistan Launch Date | Price | Specification | Pictures

Tu Pehla bat karta hain ka Pakistan main Corolla ki Kon si generation Chal Rahi aur International Corolla ki Kon Si Generation Chal Rahi hai Tu Pakistan aur International dono mainhe Toyota Corolla 11 Generation Chal rahi hai .

Abi Tak International Market main Toyota Corolla 12th Generation nayi ayi Lakin Corolla 12 Generation ko Test Karta wakt iss Gari ki Kuch Pictures internet pa Leak howi hain . Tu Aaj Iss Article main Toyota Corolla 2019 / Toyota Corolla 12 generation ka bara main bat karain ga aur Ya bi Bat Karain ga ka Ya Gari Pakistan main Kab Aya gi .

Toyota Corolla 12th Generation

Pehla Toyota Corolla ki 12th Generation ka Design ka Bara main bat kar Leta hain . Toyota Corolla 12th Generation ka Design Front sa Bilkul Toyota Corolla Hatchback ki Tara Dekh raha hai Jo  ka International Market main Kafi Zayada Pasand Kiya gya hai . Back sa gari ka design wesa he Hai jesa Aik Sedan gari Ka Hota hai . gari ki Back pa aik Bari si area diya gya ha Jahan pa Saman rakha jaya ga.

Toyota Corolla

Toyota Corolla 2019 Rendered Picture

Toyota Corolla 2019
Toyota Corolla 2019

Toyota Corolla 12th Generation Interior Design ka bara main Abi koi bat nayi Ka Sakta Q ka Gari ka Interior Design ki koi bi Picture leak nayi howi lakin News ka Mutabik Gari ka Interior Toyota Corolla HatckBack ka Interior ki Tarain ka Ho ga . jo ka kafi Stylish aur Good Looking Interior hai .

Gari ki Specification aur Features  ka bara main Tab He Bat karain ga Jab Ya gari launch ho gi . Abi Kuch Kahna Theek nayi ho ga .

New Toyota Corolla 12th Generation Launch Date

Toyota Corolla 12th Generation ki Launch date ka Bara main bat Karain Tu News ka Mutabik Ya Gari September main international Market main Launch Ho Sakti hai .

Tu Aab Sawaal ya hai ka Corolla ki Ya New Generation Pakistan main Kab Launch ho gi  . New Toyota Corolla Pakistan main 2018 ka Last Quarter main launch Ho sakti hai Agar ya 2018 main Pakistan na Launch howi tu New Toyota Corolla 2019 main Pakistan main Launch ho gi . Tu Agar bat karian Toyota Corolla 2019 Price in Pakistan ka Bara main Tu Iss Gari ki Pakistan main Price 23 sa 27 Lac ka Darmiayan ho gi .

Related Article : Toyota Vios Pakistan Launch Date | Price | Specification | Pictures

Aap main Sa Ketna Log New Toyota Corolla in Pakistan ka Intazar kar rahin hain Nicha Comment Kar ka Zaroor Btayain .

Comment Below 👇!!!!!